Google Penguin 4.0 update in Hindi September
23rd 2016 | SEO Update in Hindi
Google
ke dawara officially tor Penguin 4.0 update
hua hai,
jo lagbhag 2
sal bad aaya hai.
Yah core algorithm ka part ban sakta hai.
Jo sites Google Penguin
se penalized hue
hai baha October
18th 2016 tak recover ho
sakti hai.
Google Penguin 4.0
ab sabhi languages ke liye
aane bala hai.
Ab
yeh update real time me operate
hoga.
New kya hai Penguin 4.0 Update me
Penguin is now real-time : Penguin
ab real time me process
karega,
ab aap
ko jayada intjar karne ki
koi jarurat nahi hai. Penguin
ab instantly punish and penalize
karega aap ki website
ko yadi bah
aap ki site
ko uske scamming system me pata hai. Isme aapko kiye gaye changes jaldi dekhne ko milenge.
More Granular
Google Penguin ho sakta ab whole site ko affects nahi karega, baha specific pages ya keyword group ko effect karga. Isse organic rankings kafi affect hogi.
Yeh real-time Penguin update puri tarah se live nahi hua hai abhi, abi yah rolling out hai. 1 Week me ho sakta hai.
Yaha se aap read kar sakte hai Google Penguin update.
https://webmasters.googleblog.com/2016/09/penguin-is-now-part-of-our-core.html